Love in the Digital Age: A Humorous Take on Romance

Love in the Digital Age: A Humorous Take on Romance

  1. The Age-Old Tale
    Jo sadiyaon se hota aaya hai,
    Woh repeat kar doonga.
    Tu naa mili to tujhe,
    Shift delete kar doonga.
  2. Read-Only Hearts
    Ladkiyaan sunder hain,
    Aur lonely hain.
    Problem hai ki bas voh,
    Read-only hain.
  3. Copy-Paste Love
    Shayad mere pyaar ko taste,
    Karna bhool gaye.
    Dil ko aisa cut kiya,
    Ke paste karna bhool gaye.
  4. Heart with Threads
    Woh samajhte hain dil tod diya,
    To hum dead hain.
    Woh nahi jaante ki is dil mein,
    Aur kitne thread hain.
  5. Pick Me Please!
    Tumhare samne hain itne sample,
    Kabhi hamein bhi pick karo.
    Hamare pyaar ke icon pe,
    Kabhi to click karo.
  6. Good Morning Warnings
    Roz subha hum karte hain,
    Itne pyaar se unhe good morning.
    Woh humein ghoor kar dekhte hain,
    Jaise 0 error but 5 warning.

Author: Author